SONG: Bina Dosh Sita Mata Ko Diya Ram Ne Ghar Se Nikaal - बिना दोष सीता माता को दिया राम ने घर से निकाल

Bina Dosh Sita Mata Ko Diya Ram Ne Ghar Se Nikaal - बिना दोष सीता माता को दिया राम ने घर से निकाल

LYRICS:
bina dosh sita mata ko diya ram ne ghar se nikal aji diya ram ne ghar se nikal mat puchho kya kya dukh jhele kaha kaha bhatke baihal aji kaha kaha bhatke baihal bina dosh sita mata ko diya ram ne ghar se nikal aji diya ram ne ghar se nikal arey mat puchho kya kya dukh jhele kaha kaha bhatke baihal aji kaha kaha bhatke baihal phir bhi hardam kahti thi wo arey phir bhi hardam kahti thi wo apne ram ka karke dhyan ram ram ram ram jai jai ram ram ram ram jai jai ram ram ho nari ki mahima mat puchho uski mahima kahi na jaye arey uski mahima kahi na jaye uske ehsano ka badla is duniya me kon chukaye arey is duniya me kon chukaye pyar me apni jaan bhi de de arey pyar me apni jaan bhi de de par mukh se nikle na haye ram ram ram ram jai jai ram ram ram ram jai jai ram ram ho is duniya me kab hoga nari ka man arey kab hoga nari ka man jiski god me khele kitne yodha aur kitne vidvan yodha aur kitne vidvan jiski kokh se paida hoke haye jiski kokh se paida hoke jag me aaya khud hai bhagwan ram ram ram ram jai jai ram ram ram ram jai jai ram ram ho bina dosh sita mata ko diya ram ne ghar se nikal aji diya ram ne ghar se nikal arey mat puchho kya kya dukh jhele kaha kaha bhatke baihal aji kaha kaha bhatke baihal bina dosh sita mata ko diya ram ne ghar se nikal aji diya ram ne ghar se nikal arey mat puchho kya kya dukh jhele kaha kaha bhatke baihal aji kaha kaha bhatke baihal