SONG: Bin Dekhe Aur Bin Pahachaane Tum Par Ham Qurabaan - बिन देखे और बिन पहचाने, तुम पर हम कुर्बान

Bin Dekhe Aur Bin Pahachaane Tum Par Ham Qurabaan - बिन देखे और बिन पहचाने, तुम पर हम कुर्बान

LYRICS:
bin dekhe aur bin pahchane tum par ham qurban mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai bin dekhe aur bin pahchane tum par ham qurban mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai gar tum par na marte to jina tha aasaan mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai chaahat ke sandeshe lekar aati hai shaam gar tum bhi aa jaate to aa jaata aaraam chaahat ke sandeshe lekar aati hai shaam gar tum bhi aa jaate to aa jaata aaraam dil ki basti bas hi jaati, meri har dhadkan ye gaati tum aate to mujhpar hota kitna bada ehsaan bin dekhe aur bin pahchane tum par ham qurban mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai gar tum par na marte to jina tha aasaan mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai bekal mere arman, bekal hai mera pyaar kabse mai karta hu tumhara intazaar bekal mere arman, bekal hai mera pyaar kabse mai karta hu tumhara intazaar kabse meri baahe suni, jivan ki ye raahe suni tum bin kaise pure hoge dil me base aramaan bin dekhe aur bin pahchane tum par ham qurban mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai gar tum par na marte to jina tha aasaan mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai bin dekhe aur bin pahchane tum par ham qurban mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai