SONG: Bin Barse Lauti Nahi Ghanghor Ghata Sawan Ki - बिन बरसे लौटी नहीं घनघोर घटा सावन की

Bin Barse Lauti Nahi Ghanghor Ghata Sawan Ki - बिन बरसे लौटी नहीं घनघोर घटा सावन की

LYRICS:
bin barse lauti nahi ghanghor ghata sawan ki bin barse lauti nahi ghanghor ghata sawan ki pyar kiya par pyas bujhi na pyar kiya par pyas bujhi na is mere jiwan ki bin barse bin barse lauti nahi ghanghor ghata sawan ki jiwan ji jamuna ke kinare vyakul pankh pasare ek bund ki pyasi pyas ki palchin tumhe pukare ek bund ki pyasi pyas ki palchin tumhe pukare prit gagri liye khadi re prit gagri liye khadi re kaliya man madhuban ki bin barse bin barse laut nahi ghanghor ghata sawan ki pal bhar tere shan pran anjan me jan na payi madhur milan ki ghadiyo me thi chhupi ye karun vidayi madhur milan ki ghadiyo me thi chhupi ye karun vidayi bhig rahe palko ke pankh re bhig rahe palko ke pankh re jaldhar bhare nayan ke bin barse