SONG: Bikhar Gaya - बिखर गया

Bikhar Gaya - बिखर गया

LYRICS:
karte huye khwabon se dosti hum karte gaye bunnte huye taaron ke ashiyaan hum bunte gaye dil ka kya tha pata dil ko sambhale bhi hum chalte gaye kya hai dil aur kyun hai dil rui mein lapete rakha tha yeh dil kya hai dil aur kyun hai dil rui mein lapete rakha tha yeh dil bikhar gaya bikhar gaya kyun bikhar gaya bikhar gaya kyun batorata raha unn tukdon ko jinme tu tu tha chhupa phuslata raha behlata raha unn lamhon ko jisme teri thi sada ghum gaye woh kafile toone to kaha tha rahenge sada ghum gaya tu kahan toone to kaha tha hum rahenge aise sada bikhar gaya bikhar gaya kyun bikhar gaya bikhar gaya kyun.