SONG: Bijuriya Chamke Jamna Paar - बिजुरिया चमके जमना पार

Bijuriya Chamke Jamna Paar - बिजुरिया चमके जमना पार

LYRICS:
bijuriya chamke jamna paar bijuriya chamke jamna paar bijuriya chamke jamna paar bijuriya chamke jamna paar man chhupaye sharmaye ghabraye hay hay chali jaye gori preetam ke dwar bairi balam jara o balam jara haath mera chhodo bijuriya chamke jamna paar bairi balam jara haath mera chhodo bijuriya chamke jamna paar aise me man ka nata na todo bijuriya chamke jamna paar bairi balam ab jaane bhi do, o saiya sham hui main to yu hi badnam hui o ab jaane bhi do, o saiya sham hui main to yu hi badnam hui na to dilo ka mel hua na khel hua naino ka preet ki dori preet ki dori prem se jode bijuriya chamke jamna paar kyu ghabrati ho o gori, aa meri jaa dekhta sunta hain kaun yaha kyu ghabrati ho o gori, aa meri jaa dekhta sunta hain kaun yaha phul si najuk jaan hain meri jaan lo tum bedardi meri kalai meri kalai yu na marodo bijuriya chamke jamna paar ho jaau teri o saiya aaj magar is duniya se lagta hain dar ho jaau teri o saiya aaj magar is duniya se lagta hain dar pyaar jo karte hain wo kya is duniya se darte hain pichhe bhi dekho pichhe bhi dekho aage na daudo bijuriya chamke jamna paar balam jara haath mera chhodo bijuriya chamke jamna paar bijuriya chamke jamna paar