SONG: Bigdi Hui Taqdeer - बिगड़ी हुई तकदीर बनाई नहीं जाती

Bigdi Hui Taqdeer - बिगड़ी हुई तकदीर बनाई नहीं जाती

LYRICS:
bigdi huyi takdir banayi nahi jaati bigdi huyi takdir banayi nahi jaati takdir pe kismat ki burayi nahi jaati bigdi huyi takdir banayi nahi jaati ek dil se hai manjbur ek pyar se majbur ek waade se lachar ek waade se lachar ikrar se majbur jo dil pe gujrati hai sunaayi nahi jaati ashko ka jamane mein koi jaam nahi hai ashko ka jamane mein koi jaam nahi hai is duniya mein rahat ka kahin naam nahi hai is duniya mein rahat ka kahin naam nahi hai jo dil ki lagi aag jo dil ki lagi aag bujhai nahi jaati bigdi hui takdir banayi nahi jaati