SONG: Bichhad Ke Bhi Mujhe Tujhase Ye Badagumaani Hai - बिछड़ के भी मुझे तुझसे ये बदग़ुमानी है

Bichhad Ke Bhi Mujhe Tujhase Ye Badagumaani Hai - बिछड़ के भी मुझे तुझसे ये बदग़ुमानी है

LYRICS:
bichhad ke bhi mujhe tujhse ye badgumaani hai bichhad ke bhi mujhe tujhse ye badgumaani hai ke meri yaad kabhi to tujhe bhi aani hai bichhad ke bhi mujhe tujhse ye badgumaani hai har ek shakhs ko apnaa banaa ke dekh liyaa apnaa banaa ke dekh liyaa apnaa banaa ke har ek shakhs ko dekh liyaa har ek shakhs ko apnaa banaa ke dekh liyaa milenge ab na kisi se ye dil me thaani hai milenge ab na kisi se ye dil me thaani hai bichhad ke bhi mujhe tujhse ye badgumaani hai shajar udaas hai shajar udaas hai, shajar udaas hai chidiyo ke chahchahe gumsum shajar udaas hai, chidiyo ke chahchahe gumsum ke tere baad ye tanhaa si jindgaani hai ke tere baad ye tanhaa si jindgaani hai bichhad ke bhi mujhe tujhse ye badgumaani hai ke meri yaad kabhi to tujhe bhi aani hai bichhad ke bhi mujhe tujhse ye badgumaani hai