SONG: Bich Bhare Bazaar Karenge Unse Aankhe Char - बीच भरे बाज़ार करेंगे उनसे आंखे चार

Bich Bhare Bazaar Karenge Unse Aankhe Char - बीच भरे बाज़ार करेंगे उनसे आंखे चार

LYRICS:
bich bhare bazar bich bhare bazar karenge unse aankhe char hamara duniya kya kar legi hamara duniya kya kar legi apni bala se jalte hai to jale zamane wale apni bala se jalte hai to jale zamane wale apna rasta dekhe humko rah dikhane wale humko rah dikhane wale jayenge us par jayenge us par gira ke rashmo ki diwar hamara duniya kya kar legi hamara duniya kya kar legi bich bhare bazar karenge unse aankhe char hamara duniya kya kar legi hamara duniya kya kar legi dil hai apna nazre apni phir kaisi majburi dil hai apna nazre apni phir kaisi majburi nahi darenge karenge apni har ek khawaish puri karenge har ek khawaish puri sacha ho agar pyar sacha ho agar pyar to hoga apna beda par hamara duniya kya kar legi hamara duniya kya kar legi