SONG: Bhulne Wale Tujhe Apni Jafao Ki Kasam - भूलने वाले तुझे अपनी जफ़ाओ की कसम

Bhulne Wale Tujhe Apni Jafao Ki Kasam - भूलने वाले तुझे अपनी जफ़ाओ की कसम

LYRICS:
bhulne wale tujhe apni jafao ki kasam dekh le aake jara hampe gujarte hai jo gham dil me ek hasrat barbad liye baithe hai dil me ek hasrat barbad liye baithe hai tu nahi hai to teri yaad liye baithe hai tu nahi hai to teri yaad liye baithe hai dil me ek hasrat barbad liye baithe hai aake tujhe bin meri duniya me ujala hi nahi aake tujhe bin meri duniya me ujala hi nahi gam ke maro ka koi puchne wala hi nahi gam ke maro ka koi puchne wala hi nahi haye kab se dil nashad liye baithe hai dil me ek hasrat barbad liye baithe hai ham bhi majbur huye ham bhi majbur huye pyar bhi badnam hua ham bhi majbur huye pyar bhi badnam hua char din has ke bitane ka ye anjam hua char din has ke bitane ka ye anjam hua dil me gam hotho pe fariyad liye baithe hai tu nahi hai to teri yaad liye baithe hai dil me ek hasrat barbad liye baithe hai