SONG: Bhulne Wale Dil Kaha Le Jau - भूलने वाले, भूलने वाले

Bhulne Wale Dil Kaha Le Jau - भूलने वाले, भूलने वाले

LYRICS:
bhulne waale, bhulne waale bhulane ke din yaad aate hai dard ban ke meri nas nas me chubhe jaate hai ae dil kaha le jaau ae dil kaha le jaau, ab kaun thikana hai ae dil kaha le jaau, ab kaun thikana hai apne na huye apne, ye kaisa zamana hai apne na huye apne, ye kaisa zamana hai bijali mohabbat kosida, toofan qayamat ka bijali mohabbat kosida, toofan qayamat ka hansna bhi to duniya me hansna bhi to duniya me, rone ka bahana hai hansna bhi to duniya me, rone ka bahana hai fir aankh bhar aayi hai, fir yaad teri aayi fir aankh bhar aayi hai, fir yaad teri aayi ye geet hain dardile ye geet hain dardile, ye raag rulana hai ye geet hain dardile, ye raag rulana hai ae dil kaha le jaau, ae dil kaha le jaau ae dil kaha le jaau, ae dil kaha le jaau ae dil kaha le jaau, ab kaun tikana hai apne na huye apne, ye kaisa zamana hai