SONG: Bhulna Nahi, Bhulna Nahi - 3 - भूलना नही, भूलना नही

Bhulna Nahi, Bhulna Nahi - 3 - भूलना नही, भूलना नही

LYRICS:
bhulna nahi, bhulna nahi banake diwana bhulna nahi dhaga wafaoka na tute kahi teri mohabbat pe hai mujhko yaki bhulna nahi, bhulna nahi banake diwana bhulna nahi keh raha dil khudko mai mita dun is tarha toda hai dil tune bata kyun keh raha dil khudko mai mita dun
is tarha toda hai dil tune bata kyun bhulna nahi, bhulna nahi banake divana bhulana nahi jindagi ko khwab yu dikhake tune mera hath choda tufan milake jindagi ko khwab yu dikhake tune mera hath choda tufan milake bhulna nahi, bhulna nahi banake divana bhulana nahi dhaga wafaoka na tute kahi teri mohabbat pe hai mujhako yakin bhulna nahi, bhulna nahi banake divana bhulana nahi