SONG: Bhule Bhatake Logo, Jay Jay Raam Raghurai - भूले भटके लोगो ,जय जय राम रघुराई

Bhule Bhatake Logo, Jay Jay Raam Raghurai - भूले भटके लोगो ,जय जय राम रघुराई

LYRICS:
bhule bhatake logo, bandho prabhu sang preet jinke man me ram basat hai unki hamesha jeet jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai jay jay krishan kanhayi, jay jay krishan kanhayi jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai kaun chhuyega uski parachhayi re kaun chhuyega uski parachhayi re jisko bachane wala saai suno re bhai jisko bachane wala saai jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai kitni bhanwar me phansi naukaye kitni bhanwar me phansi naukaye prabhu ne kinare lagayi, suno re bhai prabhu ne kinare lagayi suno re bhai prabhu ne kinare lagayi jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai jay jay krishan kanhayi, jay jay krishan kanhayi jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai jab arjun par sankat chhaya prabhu ne sudarshan ghumaya suno re bhai prabhu ne sudarshan ghumaya suno re bhai prabhu ne sudarshan ghumaya aa kathin samay jab brij par aaya prabhu ne govardhan uthaya suno re bhai prabhu ne govardhan uthaya suno re bhai prabhu ne govardhan uthaya sati draupadi ko bhi bachaya bhari sabha me chir badhaya bhakt jano ki sab chintaye bhakt jano ki sab chintaye prabhu ne pal me mitai suno re bhai prabhu ne pal me mitai jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai kaun chhuyega uski parachhai re jisko bachane wala saai suno re bhai jisko bachane wala saai jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai jay jay krishan kanhayi, jay jay krishan kanhayi jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai jab prahalad ko agan me dala shital ho gayi jwala suno re bhai shital ho gayi jwala suno re bhai shital ho gayi jwala aa pi gayi meera zahar ka pyala vish amrit kar dala suno re bhai vish amrit kar dala suno re bhai vish amrit kar dala maut ke munh se gaj ko nikala balak dhruv ko ban me sambhala koi nahi jag me prabhu jaisa koi nahi jag me prabhu jaisa likh gaye tulasi gosayi suno re bhai likh gaye tulasi gosayi suno re bhai likh gaye tulasi gosayi jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai kaun chhuyega uski parachhai re jisko bachane wala saai suno re bhai jisko bachane wala saai jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai jay jay krishan kanhayi, jay jay krishan kanhayi jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai jay jay ram raghurai, jay jay ram jay jay ram jay jay ram jay jay ram, jay jay ram jay jay ram jay jay ram