SONG: Bhulane Wale Hame Bhi - भुलाने वाले हमे भी ना याद आया करो

Bhulane Wale Hame Bhi - भुलाने वाले हमे भी ना याद आया करो

LYRICS:
bhulane wale hume bhi na yad aaya karo bhulane wale hume bhi na yad aaya karo kisi ko baithe bithaye na chhed jaya karo kisi ko baithe bithaye na chhed jaya karo teri ek yad palatti hai meri aankho me teri ek yad palatti hai meri aankho me ae dard hidar in aankho ko na bulaya karo ae dard hidar in aankho ko na bulaya karo mere hi dil pe sada bijaliya girati ho ho o o o ho mere hi dil pe sada bijaliya girati ho kabhi sawan ki ghata wo udhar bhi jaya karo kabhi sawan ki ghata wo udhar bhi jaya karo aaja ae nath ke jine se thak gyi hu main aaja ae nath ke jine se thak gyi hu main na mere hal pe ro kar hasi udaya karo na mere hal pe ro kar hasi udaya karo bhulne wale hume bhi na yad aaya karo