SONG: Bhula Do Zindagi Ke Gam - भुला दो जिंदगी के गम

Bhula Do Zindagi Ke Gam - भुला दो जिंदगी के गम

LYRICS:
bhula do zindagi ke gham tarana chhedo pyar ka ke aa raha hai aa raha hai karva bahar ka bhula do zindagi ke gham tarana chhedo pyar ka ke aa raha hai aa raha hai karva bahar ka bhula do zindagi ke gham tarana chhedo pyar ka ke aa raha hai aa aha hai karva bahar ka kali kali se kah do humse muskurana sikh le kaha hai bhwara aake humse gunguna sikh le kali kali se kah do humse muskurana sikh le kaha hai bhwara aake humse gunguna sikh le ye din hai sari zindagi me sirf ek bar ka ke aa raha hai aa raha hai karva bahar ka bhula do zindagi ke gham tarana chhedo pyar ka ke aa raha hai aa raha hai karva bahar ka khula gagan ye kah raha hai aao ud chale kahi jaha se chand si dikhe hume ye jhumti jami khula gagan ye kah raha hai aao ud chale kahi jaha se chand si dikhe hume ye jhumti jami jaha yahi jawab aaye apni har pukar ka ke aa raha hai aa raha hai karva bahar ka bhula do zindagi ke gham tarana chhedo pyar ka ke aa raha hai aa raha hai karva bahar ka bhula do zindagi ke gham tarana chhedo pyar ka ke aa raha hai aa raha hai karva bahar ka