SONG: Bhul Sakta Hai Bhala Kaun - भूल सकता है भला कौन ये प्यारी आँखें

Bhul Sakta Hai Bhala Kaun - भूल सकता है भला कौन ये प्यारी आँखें

LYRICS:
bhul sakta hai bhala kaun yeh pyari aankhe rang me dubi huyi nind se bhari aankhe bhul sakta hai bhala kaun meri har sans ne har soch ne chaha hai tumhe jab se dekha hai tumhe tab se saraha hai tumhe bas gayi hai meri aankho me tumhari aankhe rang me dubi huyi nind se bhari aankhe bhul sakta hai bhala kaun tum jo najro ko uthao toh sitare jhuk jaye
tum jo palko ko jhukao toh jamane ruk jaye kyun na ban jaye in aankho ki pujari aankhe rang me dubi huyi nind se bhari aankhe bhul sakta hai bhala kaun jagti rato ko sapno ka khajana mil jaye tum jo mil jao toh jine ka bahana mil jaye apni kismat pe kare naz hamari aankhe bhul sakta hai bhala kaun yeh pyari aankhe rang me dubi huyi nind se bhari aankhe bhul sakta hai bhala kaun