SONG: Bhul Jaa Jo Dekhta Hai Jo Hai Dekhta Bhul Ja - भूल जा जो देखता है जो है देखता भूल जा

Bhul Jaa Jo Dekhta Hai Jo Hai Dekhta Bhul Ja - भूल जा जो देखता है जो है देखता भूल जा

LYRICS:
bhul ja bhul ja bhul ja jo dekhta hai jo hai dekha bhul jaye bhul ja jo dekhta hai jo hai dekha bhul jaye yaad rakh kar kya karega ye tamasha bhul ja yaad rakh kar kya karega ye tamasha bhul ja khaab ki rudad par kaisi khushi kaisa malal khaab ki rudad par kaisi khushi kaisa malal apni halat par ye hasna aur rona bhul ja apni halat par ye hasna aur rona bhul ja kya bharosha zindagi ke jhilmilate deep ka apne apne armano ki ye dunia basana bhul ja apne apne armano ki ye dunia basana bhul ja khud kadam uthenge tere apni manzil ki taraf khud kadam uthenge tere apni manzil ki taraf khud kadam uthenge tere apni manzil ki taraf bas chala chal kis taraf hai tujhko jana bhul ja bas chala chal kis taraf hai tujhko jana bhul ja bhul ja jo dekhta hai jo hai dekha bhul jaye sawan ki rut aayi sajanwa sawan ki rut aayi sawan ki rut aayi sajanwa sawan ki rut aayi meri gali me badal chaye meri gali me badal chaye kunjan mor nachaye kunjan mor nachaye sawan ki rut aayi sajanwa sawan ki rut aayi sawan ki rut aayi sajanwa sawan ki rut aayi sawan ki rut aayi