SONG: Bhoole Se Dil Tujhe Na Bhulaye To Kya Karu - भूले से दिल तुझे ना भुलाये तो क्या करूँ

Bhoole Se Dil Tujhe Na Bhulaye To Kya Karu - भूले से दिल तुझे ना भुलाये तो क्या करूँ

LYRICS:
bhoole se dil tujhe na bhoolaye to kya karu tere bagar chain n aaye to kya karu duniya ye chahti hai tujhe bhool jaaou main lakin ye dil tujhe na bhoolaye to kya karu lakin ye dil tujhe na bhoolaye to kya karu bhoole se dil tujhe na bhoolaye to kya karu main to duaye deti hu main to duaaye deti hu aabad tum raho tumko mera khyal na aaye to kya karu tumko mera khyal na aaye to kya karu tere bagar chain n aaye to kya karu ek aag si hai aankho se dil tak lagi hui ek aag si hai aankho se dil tak lagi hui ghar ka chirag ghar ko jalaaye to kya karu ghar ka chirag ghar ko jalaaye to kya karu bhoole se dil tujhe na bhoolaye to kya karu tere bagar chain n aaye to kya karu bhoole se dil