SONG: Bhool Ja Ae Dil Mohabbat Ka Fasana - भूल जा ऐ दिल मोहब्बत का फ़साना

Bhool Ja Ae Dil Mohabbat Ka Fasana - भूल जा ऐ दिल मोहब्बत का फ़साना

LYRICS:
bhul ja ae dil mohabbat ka fasana kisi se dil lagana dil na aayega palat kar wo zamana wo sapna tha suhana yaad aati hai tujhe ab kyun wo raate pyar ki aur wo baate pyar ki yaad aati hai tujhe ab kyun wo raate pyar ki aur wo baate pyar ki bhul ja ulfat ke mithe geet gaana wo sapna tha suhana bhul ja ae dil mohabbat ka fasana kisi se dil lagana tera gulshan lut gaya tera gulshan lut gaya tera nasheman jal gaya haye jal gaya din khushi ka dhal gaya ab wo gulshan hai na ab wo aashiyana wo sapna tha suhana bhul ja ae dil mohabbat ka fasana kisi se dil lagana ab to sari zindagi aasu bahana hai tujhe dil jalana hai tujhe ab to sari zindagi aasu bahana hai tujhe dil jalana hai tujhe ab kahan kismat me teri muskurana wo sapna tha suhana bhul ja ae dil mohabbat ka fasana kisi se dil lagana