SONG: Bhool Hui Kya Mujhse Bhagwan Kya Hai Dosh Humara - भूल हुई क्या मुझसे भगवन क्या है दोष हमारा

Bhool Hui Kya Mujhse Bhagwan Kya Hai Dosh Humara - भूल हुई क्या मुझसे भगवन क्या है दोष हमारा

LYRICS:
bhul hui kya mujhse bhagwan kya hai dosh hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara shiv ka dhnush tod jab dala tab dali maine varmala wo kuch pal itne man bhaye kumkum lal gulal udaye man se man mil ek hue the un charno me apna tan man vara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara bhul hui kya mujhse bhagwan kya hai dosh hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara raj tilak ka shub din aaya sawrag utar dharti par aaya jagmag deepak mal sazai ghar ghar baz uthi shanai par bhi ye sukh dekh na paya buje dip aur gir aaya andhiyara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara bhul hui kya mujhse bhagwan kya hai dosh hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara pakar aaghya ram pita ki van ko chale nahi chinta ki raghukul rit sada chali aaye paran jaye par vachan na jahi van vanvasi chale tino van chhod ayodhya ghar se kiya kinara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara bharat charan chhu nir bahaye nil kamal jal me murjhaye charan pag ka shish chadaye khud sewak ban raz chalaye panchvati me lene humko chhod aa gaye raz pat ghar sara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara ghat pat par hum jo jate kand mol ka samay bitate panchvati ke us aangan me sau sau baras bitate van me par na vidata ko ye bhaya de na saka ye bhi sath hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara sone ka marg kisne dekha kyu langhi devar ki rekha apno se hum dur hue hai milne se majbur hue hai tadap tadap kar rah jayenge kaun yaha de dukh me sath hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara bhul hui kya mujhse bhagwan kya hai dosh hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara