SONG: Bhool Gaye Kyo Rooth Gaye Kyu - भूल गये क्यूँ रूठ गये क्यूँ

Bhool Gaye Kyo Rooth Gaye Kyu - भूल गये क्यूँ रूठ गये क्यूँ

LYRICS:
bhul gaye kyu ruth gaye kyu bedardi balma nirmohi sajna chhin ke dil mera tod gaye kyu bhul gaye kyu ruth gaye kyu bedardi balma nirmohi sajna chhin ke din mera tod gaye kyu pyar sikha ke geet suna ke pyar sikha ke pyar sikha ke geet suna ke pyar sikha ke jiya bharmake dunia bhula ke jiya bharmake dunia bhula ke nind churake sapne tod gaye kyu bhul gaye kyu ruth gaye kyu bedardi balma nirmohi sajna chhin ke dil mera chhod gaye kyu yaad aati hai aur satati hai yaad aati hai yaad aati hai aur satati hai yaad aati hai wo pyar ki bate chandani rate wo pyar ki bate chandani rate neha lagake chhod gaye kyu bhul gaye kyu ruth gaye kyu bedardi balma nirmohi sajna chhin ke dil mera tod gaye kyu rou jo mai hase zamana hase zamana rou jo mai hase zamana hase zamana chup rahu to bole zamana chup rahu to bole zamana naina milake tod gaye kyu bhul gaye kyu ruth gaye kyu bedardi balma nirmohi sajna chhin ke dil mera tod gaye kyu