SONG: Bhool Gaye Hum Sab Kuchh - भूल गये हम सब कुछ

Bhool Gaye Hum Sab Kuchh - भूल गये हम सब कुछ

LYRICS:
bhul gaye hum sab kuch lekin bas itna hi yaad raha bhul gaye hum sab kuch lekin bas itna hi yaad raha tumse milke ye dil khush tha tumse milke ye dil khush tha tumse bichadna shraap raha bhul gaye hum sab kuch lekin bas itna hi yaad raha pinjra bhi khola to lekin pinjra bhi khola to lekin jab dono par kaat diye sare pahre uth gaye to sare pahre uth gaye to waqt bana sayyad raha bhul gaye hum sab kuch lekin bas itna hi yaad raha tumse milke ye dil khush tha tumse milke ye dil khush tha tumse bichadna shraap raha bhul gaye hum sab kuch lekin bas itna hi yaad raha dil ki dunia kya basate dil ki dunia kya basate hum to khud hi ujad gaye khwaab mahal to, ho gaye khandar khwaab mahal to, ho gaye khandar ishq magar aabad raha bhul gaye hum sab kuch lekin bas itna hi yaad raha tumse milke ye dil khush tha tumse milke ye dil khush tha tumse bichadna shraap raha bhul gaye hum sab kuch lekin bas itna hi yaad raha