SONG: Bhole Piya Jane Kya Tumne Kiya - भोले पिया जाने क्या तुमने किया

Bhole Piya Jane Kya Tumne Kiya - भोले पिया जाने क्या तुमने किया

LYRICS:
bhole piya jane kya tumne kiya kho gaya mora jiya milta nahi mera nanha sa jiya har kahi dhund liya bhole piya jane kya tumne kiya kho gaya mora jiya bhole piya laaz ke mare mai chup chup hou kahu to jake ka se kahu laaz ke mare mai chup chup hou kahu to jake ka se kahu raho me dekha ek albela raho me dekha or albele ne dokha diya bhole piya jane kya tumne kiya kho gaya mera jiya milta nahi mera nanha sa jiya har kahi dhund liya bhole piya din na bite andhera na ho raat aaye to sawera na ho din na bite andhera na ho raat aaye to sawera na ho sab sukh chode dukh apnaye sab sukh chode preet me teri re kya na kiya bhole piya jane kya tumne kiya kho gaya mera jiya milta nahi mera nanha sa jiya har kahi dhund liya bhole piya tum bin lagi na nain piya lauta do mora chain piya tum bin lagi na nain piya lauta do mora chain piya abki rut me dil mat todo abki rut me apna lo more sawariya bhole piya jane kya tumne kiya kho gaya mora jiya milta nahi mera nanha sa jiya har kahi dhund liya bhole piya jane kya tumne kiya kho gaya mora jiya bhole piya