SONG: Bhojan Ke Nazare Hai Tala Tala - भोजन के नज़ारे है भोजन के नज़ारे है

Bhojan Ke Nazare Hai Tala Tala - भोजन के नज़ारे है भोजन के नज़ारे है

LYRICS:
bhojan ke nazarehai bhojan ke nazare hai bhajiyo ki aankho me la la la la bhajiyo ki aankho me khane ke ishare hai laut gayi laut gayi ab bhukh hamari bhojan devi aayi hai laut gayi laut gayi ab bhukh hamari bhojan devi aayi hai chini ki paleto me rakh kar chini ki paleto me rakh kar gehu ki roti aayi hai laut gayi laut gayi zindagi hai pet se pet se nibhaye ja roti ke hatho me apna sar jhukaye ja apna sar jhukaye ja zindagi hai pet se pet se nibhaye ja roti ke hatho me apna sar jhukaye ja apna sar jhukaye ja seb hai anar hai aam beshumar hai seb hai anar hai aam beshumar hai kele nimbu mausambi sab ke sab chabaye ja kele nimbu mausambi sab ke sab chabaye ja chabaye ja chabaye ja khaye ja khilaye ja zindagi hai pet se pet se nibhaye ja roti ke hatho me apna sar jhukaye ja apna sar jhukaye ja garma garam hai pudiya saalan masaledaar hai garma garam hai pudiya saalan masaledaar hai khane ko chahta hai dil khane ko chahta hai dil pet hua shikar hai tu kaun si jhadi me meri gaiya hai aaja tu kaun si jhadi me meri gaiya hai aaja khane hai bache jitne yaha aake tu kha ja khane hai bache jitne yaha aake tu kha ja tu kaun si jhadi me meri gaiya hai aaja bhajiyo ki aankho me la la la la bhajiyo ki aankho me khane ke ishare hai bhojan ke nazare hai bhojan ke nazare hai la la la la