SONG: Bhiga Badan Jalne Laga - भीगा बदन जलने लगा

Bhiga Badan Jalne Laga - भीगा बदन जलने लगा

LYRICS:
bheega badan jalne laga, mausam badalne laga jaise arman koyi, jaise mehaman koyi dil men machalne laga bheega badan bhiga badan jalne laga, mausam badalne laga jaise arman koyi, jaise mehaman koyi dil men machalne laga bheega badan jalne laga jan ki dushman jawani, jane ye aag hai ya pani jan ki dushman jawani, jane ye aag hai ya pani ho halki halki jalan, mithi mithi chhubhan hay dam nikalne laga
bheega badan bhiga badan jalne laga, mausam badalne laga jaise arman koyi, jaise mehaman koyi dil men machalne laga bheega badan jalne laga koyi chilman na koyi parda, koyi dekhe to kya ho tauba koyi chilman na koyi parda, koyi dekhe to kya ho tauba haaye dil darne laga, dhak dhak karne laga jaadu sa chalne laga bheega badan bhiga badan jalne laga, mausam badalne laga jaise armaan koyi, jaise mehaman koyi dil men machalne laga bheega badan jalne laga