SONG: Bheegi Bheegi Aankhe Aankho Me Hai Pani - भींगी भींगी आँखे आँखों में हैं पानी

Bheegi Bheegi Aankhe Aankho Me Hai Pani - भींगी भींगी आँखे आँखों में हैं पानी

LYRICS:
bheegi bheegi aankhe aankho me hai pani kissa kya hai babu kah de ye kahani o seene se laga lungi mai teri pareshani bheegi bheegi aankhe aankho me hai pani kya karogi sunker tum meri kahani o seene se laga lungi mai teri pareshani bheegi bheegi aankhe aankho me hai pani jate rahe ho gaate rahe ho tum parvat parvat basti basti geet vo choda bhi kya tumhi todoge kya tumhi hansne hasane ke geet ho humne tumse sikha kya hai jindgani humne tumse sikha kya hai jindgani o seene se laga lungi mai teri pareshani bheegi bheegi aankhe aankho me hai pani pooja gadi tyaar hai aayi bhule nahi abhi tumne jo ki kabhi humpe kitni maharbaniya rote huye sabhi hansne lage suni pyari pyari tumse kahaniya rahne do na chedo hogi maharbani rahne do na chedo hogi maharbani o seene se laga lungi mai teri pareshani bheegi bheegi aankhe aankho me hai pani kissa kya hai babu kah de ye kahani o seene se laga lungi mai teri pareshani bheegi bheegi aankhe aankho me hai pani pooja gadi tyaar hai aayi seene se laga lungi mai seene se laga lungi mai seene se laga lungi mai