SONG: Bheega Bheega Mausam Aaya Barse Ghata Ghanghor - भीगा भीगा मौसम आया बरसे घटा घनघोर

Bheega Bheega Mausam Aaya Barse Ghata Ghanghor - भीगा भीगा मौसम आया बरसे घटा घनघोर

LYRICS:
bheega bheega mausam aaya barse ghata ghanghor bheega bheega mausam aaya barse ghata ghanghor preet ka pahla natkhat sawan dekho machaye kaise shor bheega bheega mausam aaya barse ghata ghanghor dil jis tarah na bhule dhadkana main bhi tujhe yu na bhulu mere sanam nahi ye bhi kam khayalo me agar tujhko chulu saat janam ka saath hamara tute na ye dor preet ka pahla natkhat sawan dekho machaye kaise shor bheega bheega mausam aaya barse ghata ghanghor itna mujhe mila tera pyar mann me mere na samaye rakhna mujhe chupake sada duniya na ye chin paye bundo ki sargam naache chamcham mere man ka mor prit ka pahla natkhat sawan dekho machaye kaise shor bheega bheega mosam aya barse ghata ghanghor khudse hi main darne lagi hu dil me wo arma jage hai tute nahi seema kahi sagar me tufa uthe hai pyar ki halchal jivan chanchal mann pe raha na koi jor preet ka pahla natkhat sawan dekho machaye kaise shor bheega bheega mausam aaya barse ghata ghanghor preet ka pahla natkhat sawan dekho machaye kaise shor bheega bheega mausam aaya barse ghata ghanghor