SONG: Bheed Me Tanhai Me Pyas Ki Gehrai Me (Version 2) - भीड़ में तन्हाई में प्यास की गहराई में

Bheed Me Tanhai Me Pyas Ki Gehrai Me (Version 2) - भीड़ में तन्हाई में प्यास की गहराई में

LYRICS:
bheed mein tanhai mein pyas ki gehrai mein dard mein rusvaai mein mujhe tum yaad aate ho mujhe tum yaad aate ho geet mein shehnai mein khwaab mein purvaai mein dhoop mein parchai mein mujhe tum yaad aate ho mujhe tum yaad aate ho bheed mein tanhai mein pyas ki gehraai mein dard mein rusvaai mein mujhe tum yaad aate ho mujhe tum yaad aate ho teri chaahatein meri zindagi tere pyaar ko main bhula na saku teri chaahatein meri zindagi tere pyaar ko main bhula na saku karu koshishen bhale raat din tere aksh ko main mita na saku pyaas ki gehraai mein bheed mein tanhai mein dard mein rusvaai mein mujhe tum yaad aate ho mujhe tum yaad aate ho kabhi khwab mein socha na tha jeena padega tujhe chhod ke kabhi khwab me socha na tha jeena padega tujhe chhod ke sanam jo tera ishaara mile chali aau saari kasam tod ke zulf ki raanai mein bheed mein tanhaai mein dard mein ruswai mein mujhe tum yaad aate ho mujhe tum yaad aate ho bheed mein tanhai mein pyas ki gehrai mein dard mein ruswai mein mujhe tum yaad aate ho mujhe tum yaad aate ho mujhe tum yaad aate ho