SONG: Bhedi - भेदी

Bhedi - भेदी

LYRICS:
aanch aanch tu jale main kaanch banke bahun chhod doon main sath apna sang tere chalun sang tere chalun na bhedi bhed bataave na khabri khabar le aave hai ishq zehar ka pyala kyun lene ko mann lalchave na bhedi bhed bataave na khabri khabar le aave hai ishq zehar ka pyala kyun lene ko mann lalchave yeh teri baahon ke kinaare chhodkar jaaun main kahaan jeet le tu mera samandar bin tere main hoon be-nishaan jaga hoon main jaga hu sadi do sadi aake tu sula de bas ghadi do ghadi bas ghadi do ghadi na bhedi bhed bataave na khabri khabar le aave hai ishq zehar ka pyala kyun lene ko mann lalchave na bhedi bhed bataave na khabri khabar le aave hai ishq zehar ka pyala kyun lene ko mann lalchave yeh zameen jism pe pehan loon odh loon sar pe aasmaan main hi main, main hi main milungi jaaye tu jaaye tu jahaan toote saare lamhe hath se yoon gire aake tu piro de raat din yeh mere raat din yeh mere na bhedi bhed bataave na khabri khabar le aave hai ishq zehar ka pyala kyun lene ko mann lalchave na bhedi bhed bataave na khabri khabar le aave hai ishq zehar ka pyala kyun lene ko mann lalchave.