SONG: Bhavi Badi Prabal Hoti - भावी बड़ी प्रबल होती

Bhavi Badi Prabal Hoti - भावी बड़ी प्रबल होती

LYRICS:
bhavi badi prabal hoti is par na kisi ka jor chale isliye ho vivash dwarika dhish yudh ki aur chale kya karte govind mhabharat tha desh ke bhag me kud pade korav pandav ek divash dhadkati aag me bhagwan krishan ko apna vachan nibhana pada do bhinay disha me bhaiyo ko jana pada bhagwan krishan ko apna vachan nibhana pada do bhinay disha me bhaiyo ko jana pada he badrinath jai jai kalyan karo bhagwan he badrinath jai jai kalyan karo bhagwan kashi vishweshwar jai uddhar karo bhagwan he rameshvar jai jai beda par karo bhagwan kya hua ran me kya batlaye lakho dulhne huyi vidhvaye kya hua ran me kya batlaye lakho dulhne huyi vidhvaye jab beto ki chitaye jali to jab beto ki chitaye jali to royi koti koti mataye chup chap parbhu ko ye bhi dukh uthana pada do bhinay disha me bhaiyo ko jana pada he matsyavar jai jai om shanti shanti shanti he kurma avtar jai jai om shanti shanti shanti barha avtar jai jai om shanti shanti shanti nar singha avtar jai jai om shanti shanti shanti he bhavna avtar jai jai om shanti shanti shanti he parbhu parshuram jai jai om shanti shanti shanti he raghukul ke ram jai jia om shanti shanti shanti ugha shanti ka suray dhara par parkata punay prakash jagi dharam ki jyoti jagat me hua paap ka nash satay hua sapna hal dhar ka hua hari ka kaam jai jai jai shri krishan janadan jai jai jai shri balram