SONG: Bhatakti Hai Jawan Nazre - भटकती है जवां नज़रे

Bhatakti Hai Jawan Nazre - भटकती है जवां नज़रे

LYRICS:
bhatakti hai jawa nazre fiza me mohobat ko taras khana hi hoga dile betab ki awaz sun kar vo aayega use aana hi hoga aana hi hoga aana hi hoga aye meri zingdi koi manzil talash kar jo dil ka dard jaan le vo dil talash kar vo dil talash kar aye meri zingi koi manzil talash kar jo dil ka dard jaan le vo dil talash kar vo dil talash kar mathe pe shame gam ke kohra sa jam raha hai moje tehel rahi hai tufan tham raha hai jo mil ke kho gaya hai vo sahil talash kar jo dil ka dard jaan le vo dil talash kar vo dil talash kar kuch dil bhi hai paresha kuch ruh bhi hai pyasi kab tak rahegi aakhir ye maut ki udasi jo maar ke jalaye vo katil talash kar jo dil ka dard jaan le vo dil talash kar