SONG: Bhasmaasoor Mohini Nrutya - भस्मासुर मोहिनी नृत्य

Bhasmaasoor Mohini Nrutya - भस्मासुर मोहिनी नृत्य

LYRICS:
apni karni ka phal pate hai jag me murakh prani bhasmasur mohini bani hai uski amar kahani om namah shivay, om namah shivay shiv shankar ko magan dekh bhasma aage aaya dedo vardan prabhu bhasm ne apna shish jhukaya umanath ne hath uthakar usko var de dala jiske sir pe hath dharoge bhasm karegi jwala bhul gaya mata ka nata ye papi abhimani bhasm karu main shiv shankar ko usne man me thani parvati ke pane ko shivji par hath badhaya kaanp uthe shankar parlayankar paapi pichhe aaya dola ambar doli dharti kaanpa sagaar pani vishnu lok ke dware gunji dukhiyaro ki vani hey narayan hey narayan hey narayan