SONG: Bhari Sabha Me Ram Bhakt Ki - भरी सभा में राम भक्त की

Bhari Sabha Me Ram Bhakt Ki - भरी सभा में राम भक्त की

LYRICS:
bhari sabha me ram bhakt ki hoti aaj hasaayi bhakt dare kyu duniya se jab ram hai uske sahaayi mahima aparampaar raam ki mahima aparampaar mahima aparampaar raam ki mahima aparampaar jab jab sunte karun pukaar aate pal me karuna dhaar raam ki mahima aparampaar baalpane me vishwamitra ke saath chale raghuraayi ek teer se maar giraya jabhi taarka aayi rakhwaale ban gaye kripalu yagya bhumi ke dwar raam ki mahima aparampaar mahima aparampaar raam ki mahima aparampaar pathar bankar padi ahilya, shraap pati ka paya dinbandhu ne charan dhul se uska shraap mitaya sati ahilya ko bhagwan ne, pal me diya ubaar raam ki mahima aparampaar mahima aparampaar raam ki mahima aparampaar jab hua seeta swyamvar dur se aaye dhanurdhar haarkar baithe sabhi shiv ke dhanush ko chhod ke akad me lankesh aaya dhanush usse uth na paya ram ne tab rakh diya pal me dhanush ko tod ke magan ho gayi mithala nagri, magan ho gayi mithala nagri hui suman bauchhar, raam ki mahima aparampaar mahima aparampaar raam ki mahima aparampaar bholi bholi sabri ne chakh chakh kar ber jhuthaye ber prem ke ber ber shri raam chandra ne khaaye bhole bhagwan bhed bhaav ka karte kaha vichaar raam ki mahima aparampaar bhakto ke rakhwaale bhagwan meri aan nibhaao bhakto ke rakhwaale bhagwan meri aan nibhaao man mandir ke swaami mere man me darash dikhaao man me darash dikhaao jay jay jay shri raam o o raghupati raaghav raja ram, patit paavan sita ram raghupati raaghav raja ram, patit paavan sita ram raghupati raaghav raja ram, patit paavan sita ram raghupati raaghav raja ram, patit paavan sita ram raghupati raaghav raja ram, patit paavan sita ram raghupati raaghav raja ram, patit paavan sita ram raghupati raaghav raja ram, patit paavan sita ram raghupati raaghav raja ram, patit paavan sita ram raghupati raaghav raja ram, patit paavan sita ram raghupati raaghav raja ram, patit paavan sita ram mahima aparampaar raam ki mahima aparampaar