SONG: Bhari Sabha Me Raam Bakt Hoti Aaj Hasai - भरी सभा में राम भक्त की होती आज हंसाई

Bhari Sabha Me Raam Bakt Hoti Aaj Hasai - भरी सभा में राम भक्त की होती आज हंसाई

LYRICS:
bhari sabha me ram bhakat ki hoti aaj hansai bhakat dare kyu duniya se jab ram hai uske sahai mahima aprampar ram ki mahima aprampar mahima aprampar ram ki mahima aprampar jab jab sunte karun pukar aate pal me karunadhar ram ki mahima aprampar balpane me vishvamitar ke sath chale raghurai ek tir se mar giraya jabhi tadka aayi rakhwale ban gaye karipalu yagy bhumi ke dawar ram ki mahima aprampar mahima aprampar ram ki mahima aprampar patthar ban kar padi ahilaya sharap pati ka paya din bandhu ne charan dhul se uska sharap mitaya sati ahilaya ko bhagwan ne pal me diya ubhar ram ki mahima aprampar mahima aprampar ram ki mahima aprampar jab hua sita svayambar dur se aaye duryodhan har kar baithe sabhi shiv ke dhanush ko chhod ke akad me lankesh aaya dhanush uspe uth na paya ram ne tab rakh diya pal me dhanush ko tod ke magan ho gayi mithla nagari magan ho gayi mithla nagari hui suman bauchhar ram ki mahima aprampar mahima aprampar ram ki mahima aprampar bholi bhali chabri ne chakh chakh kar ber jutaye ber prem ke ber ber shri ramchandar ne khaye bhole bhagwan bhed bhav ka karte kaha vichar ram ki mahima aprampar mahima aprampar ram ki mahima aprampar bhakato ke rakhwale bhagwan meri aan nibhao bhakato ke rakhwale bhagwan meri aan nibhao man mandir ke sawami mere man me darash dikhao man me darash dikhao jai jai shri ram ho raghupati raghav raja ram patit pavan sita ram raghupati raghav raja ram patit pavan sita ram raghupati raghav raja ram patit pavan sita ram raghupati raghav raja ram patit pavan sita ram raghupati raghav raja ram patit pavan sita ram raghupati raghav raja ram patit pavan sita ram raghupati raghav raja ram patit pavan sita ram raghupati raghav raja ram patit pavan sita ram raghupati raghav raja ram patit pavan sita ram raghupati raghav raja ram patit pavan sita ram