SONG: Bharee Baarish Me Bhee Har Vakt - भरी बारिश में भी हर वक्त

Bharee Baarish Me Bhee Har Vakt - भरी बारिश में भी हर वक्त

LYRICS:
saathiya baat hue meri dile maikhane me rakh saathiya baat hue meri dile maikhane me rakh ek takhti pe ye likh ke kisi bazaar me rakh mar jaaun to mitti se meri innt banaa aur uas innt ko maikhane ki diwar me rakh vact banjara hai jab la chlega ek din dekh lena ke yhi hoke rhega ek din meri mitti ko bhi dhyega koi ujaagar tut kar mera badan jaam bnega ek din tut kar mera badan jaam bnega ek din bhari baarish me bhi har vact shola sa lapkata hai bhari baarish me bhi har vact shola sa lapkata hai naa jaane khake maikhana me kiska dil dhadkta hai bhari baarish me bhi har vact shola sa lapkata hai hmare dil ka koi zakham hai ya dhyaan hai uska hmare dil ka koi zakham hai ya dhyaan hai uska
naa jaane kaun hai ghar me ke saara ghar mahkata hai naa jaane kaun hai ghar me ke saara ghar mahkata hai bhari baarish me bhi har vact shola sa lapkata hai nahi maalum kya rista hai paimaane se aankho ka nahi maalum kya rista hai paimaane se aankho ka chhalak padti hai aankhe jab bhi paimaana chhalkta hai chhalak padti hai aankhe jab bhi paimaana chhalkta hai naa jaane khake maikhana me kiska dil dhadkta hai bhari baarish me bhi har vact shola sa lapkata hai dile betaab to kab ka hua khamosh ro ro kar dile betaab to kab ka hua khamosh ro ro kar to phir ye kaun mujhme chhup ke raato ko siskta hai to phir ye kaun mujhme chhup ke raato ko siskta hai naa jaane kaun hai ghar me ke saara ghar mahkata hai bhari baarish me bhi har vact shola sa lapkata hai bhari baarish me bhi har vact shola sa lapkata hai