SONG: Bharat Mata Ki Beti - भारत माता की बेटी

Bharat Mata Ki Beti - भारत माता की बेटी

LYRICS:
bharat mata ki beti shakti ka aakar hai bharat mata ki beti shakti ka aakar hai bharat mata ki beti shakti ka aakar samay samay par devi tune samay samay par devi tune badla hai sansaar samay samay par devi tune badla hai sansaar hai bharat mata ki beti shakti ka aakar hai bharat mata ki beti shakti ka aakar janha basi tu jakar maya wanha shanti laai janha basi tu jakar maya wanha shanti laai deep bani andhere ghar ka shobha ban mukh paai deep bani andhere ghar ka shobha ban mukh paai pati ki kismat ka hai taara bindiya teri naar pati ki kismat ka hai taara bindiya teri naar hai bharat mata ki beti shakti ka aakar hai bharat mata ki beti shakti ka aakar dheeraj tera dharam hai nari daya hai teri shan dheeraj tera dharam hai nari daya hai teri shan dev pujaran tu satvanti pati tera bhagwan dev pujaran tu satvanti pati tera bhagwan sote bhagy jagaye mere payal ki jhankar sote bhagy jagaye mere payal ki jhankar hai bharat mata ki beti shakti ka aakar hai bharat mata ki beti shakti ka aakar