SONG: Bharat Ka Bhai Lakshman (Version 2) - भरत का भाई लक्ष्मण

Bharat Ka Bhai Lakshman (Version 2) - भरत का भाई लक्ष्मण

LYRICS:
iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam roj padho ramayan ko roj pado ramayan ko julm ka sir jb ucha ho are julam ka jab sir uncha ho tab tab usko yad kro jiske hatho hona hai ravan ka kam tmam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam
raam ki lila aparampaar raam ki lila aparampaar raam ki rachna ye sansaar, raam ki puja jivan pyar paani pawan gangan dharti sab kare pranam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam mandir ja ya mann me dekh mandir ja ya mann me dekh sare jagat me wo hai ek lekin uske roop anek wohi parvati ka shiv, wohi raadha ka shyam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam