SONG: Bharat Ka Bhai Lakshman, Laksham Ka Bhai Ram - भरत का भाई लक्ष्मण, लक्ष्मण का भाई राम

Bharat Ka Bhai Lakshman, Laksham Ka Bhai Ram - भरत का भाई लक्ष्मण, लक्ष्मण का भाई राम

LYRICS:
iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam iss duniya me iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam are bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam roz padho ramayan ko, roz padho ramayan ko julm ka sar jab uncha ho, julm ka sar jab uncha ho tab tab usko yaad karo, tab tab usko yaad karo are jiske haatho hona hai raawan ka raawan ka kaam tamaam
are bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam raghukul reet sada chali aayi, praan jaaye par vachan na jaaye ek ek ek jaise ke hanuman hai ek, hum sabki pehchan hai ek jism juda par jaan hai ek jaise ke hanuman hai ek, hum sab ki pehchan hai ek jism juda par jaan hai ek ho ek hi naam se lagte hai hum tino ke naam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam are bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam