SONG: Bharat Bhumi Mahan Hai Tirth Iske Pran Hai - भारत भूमि महान है तीर्थ इसके पर्ण है

Bharat Bhumi Mahan Hai Tirth Iske Pran Hai - भारत भूमि महान है तीर्थ इसके पर्ण है

LYRICS:
bharat bhumi mahan hai tirth iske pran tirth iske pran bharat bhumi mahan hai tirth iske pran hai charo disha me cho mukh deep se iske charo dham hai bharat bhumi mahan hai he badri narayan dham se jaha vishnu bhagwan viraje re vishnu bhagwan viraje he tirth pawan jan man bhawan he tirth pawan jan man bhawan nis din nobat baje re bhaiya nis din nobat baje re he dwarika me dekho dwarka dhish na sundar rup sajila sundar rup sajila he bhakat jano ke pawan prem se jiska angan gila jiska angan gila re kanuda joyi re tari lila bharat bhumi mahan hai tirth iske pran hai dhamra me baithe jaha dhamra me baithe jaha shiv shankar dhyan lagaye lage jaha bhakto ka mela lage jaha bhakto ka mela man wanchit phal paye are o teeno jagat ne nath jaha hai are o teeno jagat ne nath jaha hai so jagnnath ki dharti bed puran hai jug jug adhyani prani mahagyani ban jaye is dharti ko parnam hai jaha santo ka bisram hai charo disha me cho mukh deep se iske charo dham hai bharat bhumi mahan hai bharat bhumi mahan hai