SONG: Bhanwar More Jaypur Jaeyo Ji Jaipur Se Laiyo - भंवर मोरे जयपुर जइयो जी जयपुर से लइयो

Bhanwar More Jaypur Jaeyo Ji Jaipur Se Laiyo - भंवर मोरे जयपुर जइयो जी जयपुर से लइयो

LYRICS:
bhawar more jaipur jaiyo ji bhawar more jaipur jaiyo ji jaipur se laiyo ji jali ki chunri jaipur se laiyo ji jali ki chunri chunri me chamke sitara balma odh ke chalugi toh re sang balma chunri me chamke sitara balma odh ke chalugi toh re sang balma toh re sang balma jo mukh par haye jo mukh par haye jo mukh par haye dhamak lahraye jise dekh chand bhi chhup jaye bhawar mat der lagaio ji sajan mat der lagaiyo ji jaipur se laiyo jali ki chunri jaipur se laiyo jali ki chunri bhawar more jaipur jaiyo ji bhawar more jaipur jaiyo ji jaipur se laiyo ji jali ki chunri jaipur se laiyo ji jali ki chunri chunri bhi ladi tune gore tan ki jaise tora pyar piya more man se chunri bhi ladi tune gore tan ki jaise tora pyar piya more man se piya more man se sang mere haye sang vo jaye ang ang khil jaye bhawar aisi prit nibhaiyo ji sajan aisi prit nibhaiyo ji jaipur se laiyo ji jali ki chunri jaipur se laiyo ji jali ki chunri