SONG: Bhanwar Me Hai Meri Kashti - भँवर में हैं मेरी कश्ती

Bhanwar Me Hai Meri Kashti - भँवर में हैं मेरी कश्ती

LYRICS:
bhanwar me hai meri kashti kinara dundhta hu me milahi teri rahmat ka sahara dundhta hu me jaba par jab kabhi ghabra ke tera naam aata hai suna hai teri rahmat ka suna hai teri rahmat ka sahara kaam aata hai jaba par jab kabhi ghabra ke kisi se kya kahe kaise sitam hai rang kya kya hai rang kya kya hai tujhe aawaj dete hai tujhe aawaj dete hai jo tere naam leva hai ki chup rahne se teri shaan par ilzaam aata hai suna hai teri rahmat ka sahara kaam aata hai jaba par jab kabhi ghabra ke karm karta hai ya rab tu humesha apne bando par ghataye jhumti hai ghataye jhumti hai rahamto ki tere masto par ishaare se tere pyase labo par jam aata hai suna hai teri rahmat ka sahara kaam aata hai jaba par jab kabhi ghabra ke