SONG: Bhalaa Thaa Kitnaa Apanaa Bachapan - भला था कितना अपना बचपन

Bhalaa Thaa Kitnaa Apanaa Bachapan - भला था कितना अपना बचपन

LYRICS:
bhala thaa kitnaa apnaa bachpan bhalaa thaa kitnaa bhala thaa kitnaa apnaa bachpan bhalaa thaa kitnaa din bhar tu pedo ke tale rahti thi pasaare aanchal din bhar tu pedo ke tale rahti thi pasaare aanchal aur mai daalo se phaika kartaa thaa tod ke phal aur mai daalo se phaika kartaa thaa tod ke phal maali thaa bas humaraa dushaman apnaa bachpan bhalaa thaa kitnaa bhala thaa kitnaa apnaa bachpan bhalaa thaa kitnaa yaad bhi hai vo khel ki baat jab hum nikaalte the baraat yaad bhi hai vo khel ki baat jab hum nikaalte the baraat ladke mujh ko dulhaa banaate sakhiyaan tujhko banaati dulhan apnaa bachpan bhalaa thaa kitnaa bhala thaa kitnaa apnaa bachpan bhalaa thaa kitnaa din ko khel me aur raato ko baato me kho jaate the raja raani ke kisse sunte sunte so jaate the din ko khel me aur raato ko baato me kho jaate the raja raani ke kisse sunte sunte so jaate the aankh me nir kaa naam nahi thaa aankh me nir kaa naam nahi thaa dil see koso dur thi dhadakan apnaa bachpan bhalaa thaa kitnaa bhala thaa kitnaa apnaa bachpan bhalaa thaa kitnaa