SONG: Bhala Tha Kitna Apna Bachpan - भला था कितना अपना बचपन

Bhala Tha Kitna Apna Bachpan - भला था कितना अपना बचपन

LYRICS:
bhala tha kitna apna bachpan bhala tha kitna bhala tha kitna apna bachpan bhala tha kitna din bhar to pedo ke tale rehti thi pasiri aanchal din bhar to pedo ke tale rehti thi pasiri aanchal aur me daalo se feka karta tha tod ke phal aur me daalo se feka karta tha tod ke phal maali tha bas humara dushman apna bachpan bhala tha kitna bhala tha kitna apna bachpan bhala tha kitna yaad bhi hai wo khel ki baat jab hum nikalte the barat yaad bhi hai wo khel ki baat jab hum nikalte the barat ladke mujhko dulha banate sakhiya tujhko banati dulhan apna bachpan bhala tha kitna bhala tha kitna apna bachpan bhala tha kitna din ke khel me aur raato ko baato me kho jate the raja rani ke kise sunte sunte so jate the din ke khel me aur raato ko baato me kho jate the raja rani ke kise sunte sunte so jate the aankh me mehr ka naam nhi tha aankh me mehr ka naam nhi tha dil ki koso dur thi dhadkan apna bachpan bhala tha kitna bhala tha kitna apna bachpan bhala tha kitna