SONG: Bhaiya Mere Rakhi Ke Bandhan Ko Nibhana (Sad Version) - भईया मेरे राखी के बंधन को निभाना

Bhaiya Mere Rakhi Ke Bandhan Ko Nibhana (Sad Version) - भईया मेरे राखी के बंधन को निभाना

LYRICS:
bhaiya mere rakhi ke badhan ko nibhana bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana dekho ye nata nibhana nibhana, bhaiya mere bhaiya mere rakhi ke badhan ko nibhana bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana bhaiya mere ye din ye tyohaar khushi ka paavan jaise nir nadi ka bhai ke ujle maathe pe behan lagaye mangal tika jhume ye saavan suhaana suhaana bhaiya mere bhaiya mere rakhi ke badhan ko nibhana bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana bhaiya mere baandh ke hamne resham dori tumse vo ummid hai jodi naazuk hai jo saans ke jaise par jivan bhar jaaye na chodi jaane ye saaraa zamaanaa zamaanaa, bhaiya mere bhaiya mere rakhi ke badhan ko nibhana bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana bhaiya mere shaayd wo saavan bhi aaye jo bahna ka rang na laaye bahna parayi desh bashi ho agar wo tum tak pahunch na paaye yaad ka dipak jalana jalana bhaiya mere bhaiya mere rakhi ke badhan ko nibhana bhaiya mere chhoti bahan ko na bhulana bhaiya mere