SONG: Bhaiya Mere Fauji Re (Sad) - भैया मेरे फौजी रे

Bhaiya Mere Fauji Re (Sad) - भैया मेरे फौजी रे

LYRICS:
hamar fauji hamar bhaiya bhaiya mere fauji re re bhaiya mere fauji re tohe fauj mein rona tha tohe fauj mein rona tha to kahe laya bahuji re ho tu hain manmauji re tohe sidha karne ko tohe sidha karne ko main laya teri bahuji re main laya teri bahuji re tumhare jatan se hamne ye angana paya tumhare jatan se hamne ye angana paya jeevan bhar na utrega tumne jo karz chadhaya jeevan bhar na utrega tumne jo karz chadhaya likhe hue nate hai sab likhe huye nate hai kuch log milane ka ho kuch log milane ka bahana ban jate hai bahana ban jate hai is angana mein bani rahe tulsi ki chaya is angana mein bani rahe tulsi ki chaya bahuji tumne to do hi din mein palti ghar ki kaya bahuji tumne to do hi din mein palti ghar ki kaya man yahi mange parbhu se man yahi mange parbhu se ram lakshman ki jodi ko dono bhaiyo ki jodi ko najar nahi lage re najar nahi lage re bhaiya o bhaiya bahuji ko na bisrana bhaiya o bhaiya bahuji ko na bisrana duhsman ki chhuti karke tum jaldi ghar aa jana dushman ki chhuti karke tum jaldi ghar aa jana hame ab kya dar hai hame ab kya dar hai jab bahuji ki raksha ko jab bahuji ki raksha ko re tere jaisa dewar hai re tere jaisa dewar hai sara jag apna hai sara jag apna hai par un ko na tarsana par un ko na tarsana jin akho ka tu sapna hai jin akho ka tu sapna hai