SONG: Bhai Bhaj Le Shri Bhagwan - भाई भज ले श्री भगवान भाई भज ले श्री भगवान

Bhai Bhaj Le Shri Bhagwan - भाई भज ले श्री भगवान भाई भज ले श्री भगवान

LYRICS:
bhai bhaj le shri bhagwan bhai bhaj le shri bhagwan tu do din ka mehman tu do din ka mehman bhai bhaj le shri bhagwan bhai bhaj le shri bhagwan kal aaya tha kal jayega kal aaya tha kal jayega aaja tu soch vichar aaja tu soch vichar chhod ke bande tu tu mai mai chhod ke bande tu tu mai mai apna kaz sudhar dhar murlidhar ka dhyan bhai bhaj le shri bhagwan kya lena hai kya dena hai kya lena hai kya dena hai kyu jhutha janjal kyu jhutha janjal bair virodh bisar ke bande bair virodh bisar ke bande bhaj girdhar gopal bhaj girdhar gopal bhaj girdhar gopal nar kar jag ka kalyan bhai bhaj le shri bhagwan bhai bhaj le shri bhagwan