SONG: Bhai Bhai Ka Nata - भाई भाई का नाता

Bhai Bhai Ka Nata - भाई भाई का नाता

LYRICS:
bhai bhai ka nata dekho dekho dekho re logo bhai bhai ka nata dekho dekho amar agar ye preet na hoti jag me kya rah jata dekho dekho re logo bhai bhai ka nata dekho dekho dekho taj ke aaj sukh dham chale van ram chale van ram macha kohram ayodhya me dekho taj ke aaj sukh dham chale ban ram macha kohram ayodhya me macha kohram ayodhya me kahe log haye kakaiyi kumat kyu leyi bhai tu badnam ayodhya me macha kohram ayodhya me kahe lage lakhan kar jod kahe lage lakhan kar jod hame tum chhod akele ja na sakoge bhaiya akele ja na sakoge bhaiya rahu mai sada tumhare sang tumhara ang akele dukh pa na sakoge bhaiya akele dukh pa na sakoge bhaiya akele dukh pa na sakoge bhaiya aage aage ram siya piche lakshman beer urbasi de re wida nayan nayan neer haye ram haye ram haye ram haye ram dekho dekho dekho re logo bhai bhai ka nata dekho dekho dekho re logo bhai bhai ka nata dekho dekho sun ram ka van gaman bechare bharat atula uthe sun ram ka van gaman bechare bharat atula uthe laute ayodhya ko turant nij mat par jhujhla uthe laute ayodhya ko turant nij mat par jhujhla uthe is raz ki badle agar tum mangti mera maran is raz ki badle agar tum mangti mera maran mai dukh na pata chala jata chu kar tere charan gaye ram wan me haye ram gaye ram wan me or karu mai raj to dhikkar hai dhikkar hai dhikkar hai mere janam par dhikkar hai lauta na lau ram ko tab tak narak hai jina mera hai lahu pina tab talak jal bhi pina mera ram jai jai jai ram jai jai ram jai jai ram ram jai jai jai ram jai jai ram jai jai ram nadi vikal parwat vikal kaape gagan ke chor vyakul wani bharat ki gunj rahi charo or bhaiya chalo laut chalo ro ro tat ne pram gawaye bhaiya chalo laut chalo ro ro tat ne pram gawaye siya ram gawake awadh puri ne dono nayan gawaye bhaiya chalo laut chalo ye aasu koi jod sake to ek sagar ban jaye do bol hai mukh pe logo ke ek ram duja haye ek ram duja haye ek ram duja haye bhaiya chalo laut chalo ro ro tat ne pram gawaye bhaiya chalo laut chalo ram na laute to unke charno ki nishani le kar chale bharat ke raz karegi tab tak yahi awadh par ram jai jai jai ram ram jai jai ram siya ram jai jai ram ram jai jai ram bolo ram jai jai jai ram ram jai jai ram siya ram jai jai ram ram jai jai ram ram jai jai jai ram ram jai jai ram siya ram jai jai ram ram jai jai ram bolo ram jai jai jai ram ram jai jai ram siya ram jai jai ram ram jai jai ram dekho dekho dekho re logo bhai bhai ka nata dekho dekho amar agar ye preet na hoti jag me kya rah jata dekho dekho re logo bhai bhai ka nata dekho dekho dekho re logo