SONG: Bhagwan Tumne Kya Kiya - भगवान तुमने क्या किया

Bhagwan Tumne Kya Kiya - भगवान तुमने क्या किया

LYRICS:
bhagwan tumne kya kiya ye kaun sa badla liya jisko diya tumne janam uska hi jiwan le liya bhagwan tumne kya kiya mana ke tera ab jag sara chanda suraj se ujiyara mana ke tera ab jag sara chanda suraj se ujiyara par jise tumhi ne bujha diya tere hi ghar ka tha diya bhagwan tumne kya kiya tum khel maran ka yu khelo jab umar dhale tab tan lelo tum khel maran ka yu khelo jab umar dhale tab tan lelo par bhole nath kaha tumne ek bhola bachpan le liya bhagwan tumne kya kiya kahte hai tum rakhwale ho kyu mangu dene wale ho kahte hai tum rakhwale ho kyu mangu dene wale ho par sada charan jo dhoti rahi us nari se dhan le liya bhagwan tumne kya kiya bhagwan tumne kya kiya ye kaun sa badla liya jisko diya tumne janam uska hi jiwan le liya bhagwan tumne kya kiya