SONG: Bhagwan Teri Duniya Me Insaan Nahi Hai - भगवान तेरी दुनिया में इंसान नहीं हैं

Bhagwan Teri Duniya Me Insaan Nahi Hai - भगवान तेरी दुनिया में इंसान नहीं हैं

LYRICS:
bhagwan bhagwan bhagwan teri duniya mein bhagwan teri duniya mein insan nahin hai insan nahin hai masjid bhi hai mandir bhi hai iman nahin hai iman nahin hai bhagwan teri duniya mein bhagwan teri duniya mein insan nahin hai insan nahin hai masjid bhi hai mandir bhi hai iman nahin hai iman nahin hai apas mein yahan phoot hai dil sabke juda hain daulat jinhe mil jaye wahi log khuda hain itna bhi nahin sochte ham kaun hain kya hain insan ko insan ko insan ki pahchan nahin hai bhagwan teri duniya mein bhagwan teri duniya mein insan nahin hai insan nahin hai masjid bhi hai mandir bhi hai iman nahin hain iman nahin hain tu chahe to har mauj ko toofan bana de sacha hai to bigde huye iman bana de in khaq ke in khaq ke in khaq ke putlon ko phir insan bana de warna main samjhungi tu bhagwan nahin hai bhagwan teri duniya mein bhagwan teri duniya mein insan nahin hai insan nahin hai masjid bhi hai mandir bhi hai iman nahin hai iman nahin hai