SONG: Bhagwan Ne Jab Cheen Liya Ma Ka Sahra - भगवान ने जब छीन लिया माँ का सहारा

Bhagwan Ne Jab Cheen Liya Ma Ka Sahra - भगवान ने जब छीन लिया माँ का सहारा

LYRICS:
bhagwan ne jab chhin liya maa ka saahra, maa ka saahra itni badi duniya me raha kaun humara haye kaun humara bhagwan ne jab chhin liya maa ka saahra, maa ka saahra itni badi duniya me raha kaun humara haye kaun humara bachpan me hume chhod yaha maa chali gayi maa kya gayi ke pyar ki duniya chali gayi haye duniya chali gayi bachpan me hume chhod yaha maa chali gayi maa kya gayi ke pyar ki duniya chali gayi haye duniya chali gayi dar dar ka bhikhari hai bana maa ka dulara, maa ka dulara itni badi duniya me raha kaun humara haye kaun humara hum kaun hai jo pyar se najdik bulaye chun chun ke khilaye hume ga ga ke sulaye haye ga ga ke sulaye hum kaun hai jo pyar se najdik bulaye chun chun ke khilaye hume ga ga ke sulaye haye ga ga ke sulaye hum kaun hai humko jo kahe aankho ka taara, aankho ka taara itni badi duniya me raha kaun humara haye kaun humara jo badnasib hai kahin na unka thikana apne hai paraye yaha dushman hai zamana haye dushman hai zamana beti se jaha baap bhi karta hai kinara, karta hai kinara itni badi duniya me raha kaun humara haye kaun humara bhagwan ne jab chhin liya maa ka saahra, maa ka saahra itni badi duniya me raha