SONG: Bhagwan Ne Apne Jaisa Har Ek Insan Banaya - भगवान ने अपने जैसा हर एक इंसान बनाया

Bhagwan Ne Apne Jaisa Har Ek Insan Banaya - भगवान ने अपने जैसा हर एक इंसान बनाया

LYRICS:
bhagwan ne apne jaisa bhagwan ne apne jaisa har ek insan banaya ye juth kidhar se aaye ye pap kaha se aaya bhagwan ne apne jaisa vo kya hai ik kiran hai jo dur kare andhiyare jo dur kare andiyare bate uska ujiyara ye suraj chand sitare usne har jyot jlayi usne har deep jalaya bhagwan ne apne jaisa har ek insan banaya bhagwan ne apne jaisa duniya mein khud janm lekar jivan ki reet banayi jivan ki reet banayi banke khud meet sabi ka ishwar ne preet banayi jivan dene wale jina bhi hume sikhlaya har ek insan banaya ye juth kidhar se aaye ye pap kaha se aaya bhagwan ne apne jaisa har ek insan banaya bhagwan ne apne jaisa